Page:Craven-Grey - Hindustani manual.djvu/50

From Wikisource
Jump to navigation Jump to search
This page needs to be proofread.

<poem> He has more planks than the carpenter has.

Us ke pas barha,i mistri se takhte ziyada haih.

This pepper ( or chilli ) is very hot. Yih mirch bahut tez hai.


This tea is too strong. Yih cha bahut tez hai.

It is quite close.

Pas (or nazdlK) hi hai.

I too am here. Main bhi yahah huh.

It is not at all, not in the least, hot here. Yahah kuchh bhi garmi nahih hai.

Only this one is good ; this one alone is good. Sirf yihi achchha hai.


This is the same torn that was here yesterday. Yihl wuh (or yih wuhi ) billa hai jo kal yahah tha.

His house is high, but mine is still higher, is even higher. Uska makan uhcha hai, lekin mera (makan us ke makan se) aur bhi uncha hai, or Uska makan uncha hai, lekin mera makan us ke makan se bhi uncha hai.

Both are of equal length (lit. both are equal in length). Lamba,i men donon barabar haih.


She is not old though she is older than I am, not younger.

Wuh ziyada 'umr ki nahlh hai, go-ki mujh se ban hai chhoti nahih.

He is a greater liar. Wuh ziyada jhutha hai.