Page:The Lord's Prayer in Five Hundred Languages (Full).djvu/87

From Wikisource
Jump to navigation Jump to search
This page needs to be proofread.
HINDUSTANI, or URDU.

(1758.)

Ai hamáre Báp, jo ásmán par hai, terá nám muqaddas ho. Terí bádsháhat áwe. Terí marẓí, jaisí ásmán par hai, zamín par bhí howe. Hamárí roz kí roṭí áj hame[n=] de. Aur hamáre qarẓ hame[n=] mu'áf kar jaise ham bhí apne qarẓdáro[n=] ko mu'áf karte hai[n=]. Aur hame[n=] ázmáish me[n=] mat ḍál, balki buráí se bachá: kyú[n=]ki bádsháhat aur qudrat aur jalál hamesha terá hí hai[n=]. Ámín.